iss Khamoshee-e-jabr ki himmat-e-surKhi
lazzat ka bhi hota hai koi shoKh Thikana?
labraiz hui Khaak, uRti hui num dhool
ilhaam ki masti hai zabardast bahana
lutf-e-rooh-e-lamhay ka khaTakna yuN jhapaT ker
yeh kafir ki wuzoo hai ya ke mumin ka behk jaana?